Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
Labo Se Chum Lo, Aankho Se Tham Lo Mujhko
Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
Do Saundhe Saundhe Se Jism Jis Waqt, Ek Muthhi Me So Rahe The
Main Aarju Ki Tapish Me Pigal Rahi Thi Kahi
Bata Toh Us Waqt Main Kaha Tha, Bata Toh Us Waqt Tu Kaha Thi
Main Aarju Ki Tapish Me Pigal Rahi Thi Kahi
Tumhare Jism Se Hokar Nikal Rahi Thi Kahi
Bade Hasin The
Tumhari Lau Ko Pakadke Jalne Ki Aarju Me
Bade Hasin The Jo Rah Me Gunah Mile
Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
Labo Se Chum Lo, Aankho Se Tham Lo Mujhko
Tumhari Aankho Ke Sahil Se Dur Dur Kahi
Jab Apne Hi Aap Se Lipat Ke Sulag Raha Tha
Bata Toh Us Waqt Main Kaha Tha, Bata Toh Us Waqt Tu Kaha Thi
Tumhari Aankho Ke Hoo
Tumhari Aankho Ke Sahil Se Dur Dur Kahi
Labo Se Chum Lo, Aankho Se Tham Lo Mujhko.
Main Dhundati Thi Mile Khushbuo Ka Nur Kahi
Wahin Ruki Hu
Wahin Ruki Hu Jahan Se Tumhari Rah Mile
Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
Tumhi Se Janmu Toh Shayad Mujhe Panah Mile
और ये भी तम्न्नाथी मेरी
की कोई मेरे लिए ऐसे गीत गाये
जिसे सुनके मेरी रूह को शुकून मिले ..
Mehki mehki ye raat hai
Behki behki har baat hai
Lajo maru jhume jiya
Kaise ye mai kahu
Aaja sajnaa
Mehki mehki ye raat hai
Behki behki har baat hai
Lajo maru jhume jiya
Kaise ye mai kahu
Aaja sajnaa
Tere liye palko ki jhalar bunu
Kaliyo sa gajre me bandhe phiru
Dhup lage jaha tujhe
Chhaya banu aaja sajna
Tere liye palko ki jhalar bunu
Pyar mera teri jeet hai
Sabse achha mera meet hai
Tere liye rou piya tere liye hasu
Aaja sajna
Pyar mera teri jeet hai
Sabse achha mera meet hai
Tere liye rou piya tere liye hasu
Aaja sajna
Tere liye palko ki jhalar bunu
Kaliyo sa gajre me bandhe phiru
Dhup lage jaha tujhe
Chhaya banu aaja sajna
Tere liye palko ki jhalar bunu.
No comments:
Post a Comment